twitter-with-circle youtube-with-circle instagram-with-circle facebook-with-circle

13 Rajab Manqabat 2021 - Ali Ali Haider - Wajhi Hasan Zaidi - Askari Hasan Zaidi - New Manqabat 2021

13 Rajab Manqabat 2021 - Ali Ali Haider - Wajhi Hasan Zaidi - Askari Hasan Zaidi - Syed Mujtaba Hasan Zaidi New Manqabat 2021 - Manqabat Mola Ali - Imam Ali Manqabat


BISMILLAH... 
On the Auspicious Occasion of Amad e Ameer e Mola e Kaiyanat
Moula Imam Ali ibn e Abi Talib (a.s) -13th Rajab 1442H.
-----------------------------------------------------------------------------
First Exclusive Kalam in Farsi and Urdu ☆ ALI ALI HAIDER HAIDER (as) ☆

Manqabat Title | ☆ ALI ALI HAIDER HAIDER ☆
Recited By | Wajhi Hasan Zaidi, Askari Hassan Zaidi
Urdu Poet & Composition | Zill e Raza Zaidi
Farsi Poet (Istefadaa) | Shah Shams Tabreez.
Istefadaay Kalam | Mirza Dabeer, Dr Rehan Aazmi.
Special Cooperation & Thoughts | Zill e Raza Zaidi
Audio | ODS
Master and Mixing | ODS Karachi
Audio Arranged | Owais Qureshi
Video Edit | Creativity Shop
Creatives | SAR Creative - Alamdar Rizvi
Translation Farsi-Urdu | Molana Shaharyar, Maulana Sabeeh Hassan Zaidi (Qum)
Translation English | Molana Sabeeh Hassan Zaidi (Ireland).
-----------------------------------------------------------------------------

#13RajabManqabat​ #NewManqabat2021​ #WajhiHasanZaidi​ #AliAliHaider​ #ImamAli​ #13Rajab​ #MolaAli​ #ManqabatMolaAli​ #NewManqabat​ #13RajabManqabat2021​ #YaAli​ #Eid​

----------------------------------------------------------------------------------------
Lyrics:
Ali Ali Ali Ali ..... Haider ....
........................................
Jahan Mai Noor Ka Sab jisko baab kehty Hain,,
Woh jikay Noor ko Sab lajawab kehty Hain,

Dia Jo jalta hai ratoon ko qabr e Haider par,
Bawaqt e Subha ussay Aftab kehty Hain...

..............................................

Naam e Mola say Kahan tak bhala katraay ga,
Yaad rakh munkir e Haider Jo  tou mar jaay ga,
Hoga yehi shoor Teri Qabr Kay Ander.
................................

Jab Kay siffeen Kay maidan Mai Ghazi Aya,
Shaam ki fauj paay Chaya tha qaza Ka saya,
Daikh kay Abbas ko kehta tha ye Lashkar.
.................................

Jang e khaiber Mai paray Jaan k sabko laly,
Rooz hi Bhag Kay ajaty thay jany Waly,
Nad e Ali Parh k ye kehny lagay sarwar...
..................................

Saj gaya khum Mai Jo palano Ka minber yaroon,
Aur ailan e wila Kar chukay sarwar yaroon,
Saray sahaba nai kaha Nara laga Kar...
.....................................

Hai Ye khuwahish yehi Arman Mera Zill e raza,
Jab talak ghaib say atta Nahi Mola Mera,
Daita rahoon bs ye sada bar saray minber....
.....................................

Farsi Poetry...

Ta Soorat e psiwanday jahan bood Ali bood,
Ta naqsh e zamee bood o zamaa bood Ali bood

Shahi Kay wasi bood o wali bood Ali bood,
Sultan sakha o Karam o jood Ali bood,

Hum Musa o Hum essa o Hum khizr hum Ayoob,
Hum Yousuf o younus o hum hood Ali bood....
------------------------------------------

Mirza Dabeer Ra

Khursheed saray Shaam Kahan jata hai,
Roshan Dabeer par hai jahan jata hai,
Maghrib hi ki janib hai mazar e Haider,
Ye Shamma jalany ko wahan jata hai....

Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali
Haider..........

.......................................

Dr Rehan Aazmi.

Jis ghari bar saray maidan Ali bolty Hain,
Kanpnay lagtay Hain toofaan Ali bolty Hain.....


Barha apny sahaba say Muhammad pbuh nai kaha
Rakhdo juzdaan Mai Quraa'n Ali bolty Hain...

Qabr Mai apny muhiboon ki sada say pehly
Mushkilain karny ko Assan Ali bolty Hain...

Midhat e Aalay Nabi Mai tou likhy jata hoon,
Aur imla mujhy Rehan Ali as bolty Hain......


Ali as ALI ALI ALI ALI ALI ALI
Haider Haider..........
 

Related Videos