AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) | ALI KAZMI | NEW MANQABAT 2021 | 3 SHABAN MANQABAT |
Description
BismiRabilHussain (as) لا إلاه إلا الله محمد رسول الله عليٌّ وليّ الله Recitor: ALI KAZMI Poet: GOHAR GHARCHVI شاعر اہلبیت Composition: RAZA SHAH Chorus: JAFERI BROTHERS Audio: STUDIO 92 Design & Video: ONE TEN MEDIA Powered By: AK Records Album: MANQABAT 2021 -------------------------------------------- **MANQABAT LYRICS** AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X 3 KHUSHIYAA MANAO GHAR KO SAJAO DEEP JALAO NARAY LAGAO AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X3 KHUDA ZAMEE KA MUQADAR BANANAY WALA HAI SAKHI HUSSAIN(AS) ZAMANAY MAI AANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 HER EK BARAIE NAY JHUK KER KAHA KHUDA KI QASAM ZAMEE PE RAKH DIYA IBN E ALI(AS) NAI AAJ QADAM FALAK ZAMEEN PE X2 SAJDAY MAI JAANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 KHUDA ZAMEE KA MUQADAR BANANAY WALA HAI SAKHI HUSSAIN(AS) ZAMANAY MAI AANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 LAGAYE JAANAY LAGAY YA HUSSAIN(AS) K NAARAY NABI RASOOL PAYAMBER TU AACHUKAY SARAY ABHI TAWAF KO X2 KAABA BHI AANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 KHUDA ZAMEE KA MUQADAR BANANAY WALA HAI SAKHI HUSSAIN(AS) ZAMANAY MAI AANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 HUSSAIN(AS) KEHTAY HAIN KIS KO PATA CHALAY GA YE RAAZ JHUKAY RAHAINGAI DU AALAM KHARI RAHAYGI NAMAZ HUSSAIN(AS) PUSHT PE X2 MOHAMMAD(SAWW) PE AANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 KHUDA ZAMEE KA MUQADAR BANANAY WALA HAI SAKHI HUSSAIN(AS) ZAMANAY MAI AANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 KAHA YE ARSH NAI JANAT SAY TERA KYA HOGA WAHA SAY AAKAY RAHAY GA YAHA PE KOUN BHALA HUSSAIN(AS) FARSH PE JANAT BANANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 KHUDA ZAMEE KA MUQADAR BANANAY WALA HAI SAKHI HUSSAIN(AS) ZAMANAY MAI AANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 TUM AIK MASHK MAI AANAY PER HOGAEY HAIRA(n) KUCH AUR HAAL AJAB HOGA DEKH KER YE SAMA YE AIK MASHK MAI DARYA SAMANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 KHUDA ZAMEE KA MUQADAR BANANAY WALA HAI SAKHI HUSSAIN(AS) ZAMANAY MAI AANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 BAGHAIR MOUT DIYE QABR MAI SULA DAIGA YAZEED JAISOO KA NAAM O NISHA MITA DAIGA HUSSAIN(AS) AISA GHAZAB KA NISHANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 KHUDA ZAMEE KA MUQADAR BANANAY WALA HAI SAKHI HUSSAIN(AS) ZAMANAY MAI AANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 SUNAIEE DAIGI TUMHAY SAAF MERHABA KI SADA SUROOR AIYE GA QURAN GOUR SAI PARHNA MIZAAJ USS KA HUSSAINI TARANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 KHUDA ZAMEE KA MUQADAR BANANAY WALA HAI SAKHI HUSSAIN(AS) ZAMANAY MAI AANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 JO ZINDIGI KO NAYA HUSN DAYGA AY GOHAR JAHA PE ARSH NAMAZAI PARHAYGA SHAAM O SAHAR EK AISA FARSH X2 ZAMEE PER BICHANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 KHUDA ZAMEE KA MUQADAR BANANAY WALA HAI SAKHI HUSSAIN(AS) ZAMANAY MAI AANAY WALA HAI AA RAHAY HAIN HUSSAIN(AS) X2 خدا زمیں کا مقدر بنانے والا ھے سخی حسینٌ زمانے میں آنے والا ھے ہر اک بڑائی نے جھک کر کہا خدا کی قسم زمیں پہ رکھ دیا ابنِ علیٌ نے آج قدم فلک زمین پہ سجدے میں جانے والا ھے لگاے جانے لگے یا حسینٌ کے نعرے نبیٌ رسولٌ پیمبرٌ تو آ چکے سارے ابھی طواف کو کعبہ بھی آنے والا ہے حسینٌ کہتے ھیں کس کو پتا چلے گا یہ راز جھکے رہینگے دو عالم کھڑی رہے گی نماز حسینٌ پشتِ محمدٌ پہ آنے والا ہے کہا یہ عرش نے جنت سے تیرا کیا ھوگا وہاں سے آکے رہے گا یہاں پہ کون بھلا حسینٌ فرش پہ جنت بنانے والا ہے تم ایک مشک میں آنے پر ہو گئے حیراں کچھ اور حال عجب ھوگا دیکھ کر یہ سماں یہ ایک مشک میں دریا سمانے والا ہے بغیر موت دیئے قبر میں سُلا دے گا یذید جیسوں کا نام و نشاں مٹا دے گا حسینٌ ایسا غضب کا نشانے والا ہے سنائی دئے گی تمھے صاف مرحبا کی صدا سُرُور آئے گا قُرآن غُور سے پڑھنا مزاج اُس کا حسینی ترانے والا ہے جو زندگی کو نیا حُسن دئے گا اے گوھرؔ جہاں پہ عرش نمازیں پڑھے گا شام و سحر اِک ایسا فرش زمیں پہ بچھانے والا ہے
Comments
0