twitter-with-circle youtube-with-circle instagram-with-circle facebook-with-circle

21 Ramzan Noha 2021 | Kon Ab Sar Pe Mere Hath Rakhai Ga Baba | Joan Rizvi Noha 2021 | Mola Ali Noha

2,213 views May 1, 2021 08:42
Description
BISMILLAH... 21 Ramzan Noha 2021 | Kon Ab Sar Pe Mere Hath Rakhai Ga Baba | Joan Rizvi Noha 2021 | Noha Mola Ali Video Details! Title | kaun ab sir pay mere hath rekhay ga Babaع Reciter | Joan Rizvi Poet |  Zeeshan Abidi Shb Composition | Waheed Kamaliya Sb Translation | Ali Abbas khaku Chorus | Own Rizvi & Team Audio Recording |  Meesam Mehdi (Uk) Audio Mixing and Mastering |  ODS (KHI) Video | Ahlebait TV - Abuzar Shamsi Sb (Uk) Editing | Sk Ahsan (UAE) Graphics | Yawer Damani  Special Thanks | Own Rizvi , Amir Qureshi , Abuzar Shamsi Sb On the Day of 21 Ramzan Martyrdom Of Imam Ali ibne Abi Talib (as) , Many condolences to Prophet Muhammad (saww) and Hasnain (as) and especially to Imam e Zamana (AJF). ‎#21ramzannoha2021​ #joanrizvinoha2021​ #KonAbSarPeMereHathRakhaiGaBaba​  ==============================  NOHA - L Y R I C S Band ankhein hoi haider jo chalay dunya say  tha qayamat ka sama gham tha sab he chehro pay Betian bap kay qadmo say jo lipteen ro kay Bain zainab nay yeh baba kay janazay pay kiye Kon ab sir pay mere hat rakhay ga baba  yad bohat ayega ap ka chehra baba Ma agar na ho to wo surat e ma hota hai  baap beti kay liye sara jahan hota hai  aj lagta hai mere lut gaye dunya baba Samnay bethi hun ek bar to ankhein kholo  kyun ho khamosh fakhat itna bata do mujh ko  na saha jayega zainab say yeh sadma baba Mere ronay ke sada sun kay taraptay hein sab he  kaise kufay kay yatemo ko samhalay ga koi  hogaye aj to zainab bhe yatema baba Hayee yeh dekh kay dil ghum say phata jata hai kyun amamay ke jaga sir pay kafan bandha hai  tum ko is hal main pehlay to na dekha baba Kitna manoos haai wo tum say tumhein sab hai khabar  mere abbas ko senay say laga lo uth kar  dur betha hai tarapta hai akela baba Shan e chumay to bataya kay bandhay ge rassi   yeh bhe batlaya kay chadar bhe chenay ge mere  kitna chalna hai mujhe yeh na bataya baba Jab bhe yaad ayegay yeh zakham bohat roungi  apnay maa baap ke ghurbat na kabhe bholungi  sir yahan shak hai wahan pehlo shikasta baba Kardia band kafan bhai hasan nay rukh say  bhaiya shabir churatay hein janazay say mujhe  kitna muskill hai mera tumsay bicharna baba - Z e e s h a n - A b i d i - __________________________