twitter-with-circle youtube-with-circle instagram-with-circle facebook-with-circle

Allahu Shafi Bihaqqil Hussain as | Shahid Baltistani Nohay 2020 | Nohay 2020 | Muharram 2020

1,572 views July 17, 2021 07:57
Description
Bismi Rabbil Hussain as  Allahu Shafi Bihaqqil Hussain as | Shahid Baltistani Nohay 2020 | New Nohay 2020 | Muharram 2020 Shahid Baltistani | Muharram 2020-1442 | Title Noha 2020 #allahushafibihaqqilhussain #shahidbaltistaninohay2020 #noha2020 Title Nauha | Allahu Shafi Bihaqqil Hussain as Recited & Compossed By | Shahid Hussain Baltistani Poet | Janab Mir Takallum Translations | Janab Syed Mohsin Rizvi (USA) Chorus Sangat | Munawar Ali Khan, Rajab Ali Khan, Amanat Ali Khan Aur Ghulam Abbas Khan Audio Recorded by | ODS Studio (KARACHI)  Video & Editing By | Ali Arman Baltistani TNA Productions Production Team | Jafar Darvaish & Baqir Ali Baltistani Creatives | Baqir Ali Baltistani ☆ BAB Creative ******************************************************************  ●●LYRICS ● ●  Allah,, Allah, Allah Allaho Shafi Allaho Kafi Sadqay May Maula Hussain Kay Ho Koi Maraz Ya Koi Bala Kaam Ayegi Bas Yeh Hi Sada Weran Thi Zamin E Karbobala Shabbir Ka Khoon Jab Is May Mila Yeh Khaak Bani Phir Khaak E Shifa Is Khaak Pe Wajib Hay Sajda Deta Hay Sada Yeh Ashoora Mola Ki Zamanat May Dey Key Hum Say Yeh Kaha Hay Maaoun Nay Hum Khalq Huey Is Gham Ky Liye Shabbir Ka Matam Kr Beta Jee Chahye Jitna Khoon Baha Zakhmo Say Badan Sab Choor Hua Lab Per Na Shikayat Hay Na Gilaa Hay Dard Yahan Per Misley Dawa Yeh Sirf Bahatter (72) Per Hy Khola Shabbir Pey Mar Jana Hay Shifa Hussain Haey Hussain Shah Hussain Haey Akber Seene May Lagi Jis Dam Barchi Medaan May Qaza Bhi Roney Lagi Zainab Pey Qayamat Toot Gai Akber Ney Jigar Ko Thaam Liya Behtey Huey Khoon Ney Di Yeh Sada Haey Asghar.... Jis Wakt Galay Per Teer Laga Tha Maa Kay Laboun Per Shukr E Khuda Bano Nay Dar E Khaymaa Say Kaha Yeh Teer Nikalynge Baba Ghabrana Nahi Asghar Beta Sakeena Haey Sakina... Halaat Ajab Thay Ghurbat Kay Rukhsar Thay Neelay Bachi Kay Gohar Bhi Laeen Nay Cheen Liye Kano Say Laho Jab Behne Laga Zainab Nay Sakina Say Yeh Kaha Qurban Takallum Ho Us Per Sajjad Ka Tha Yeh Zakhm E Jigar Maa Behne Phopi Thi Be Chadar Bazar May Khoon Bhi Rota Raha Aur Zakhmi Laboon Say Kehta Raha Haey Haey Shaam  Haey Haey Shaam  Karbala Kay Baad Bhi Tum Syed E Sajjad Ho Dosra Hota To Keh Deta Khuda Koi Nahi