twitter-with-circle youtube-with-circle instagram-with-circle facebook-with-circle

Bazaar Aa Raha Hay | Shahid Baltistani Nohay 2020 | Nohay 2020 | Muharram 2020-1442

1,260 views July 17, 2021 07:56
Description
Bismi Rabbil Hussain as  Bazaar Aa Raha Hay | Shahid Baltistani Nohay 2020 | New Nohay 2020 | Muharram 2020-1442 Shahid Baltistani | Muharram 2020-1442 | Noha 2020 #bazaaraarahahay  #shahidbaltistaninohay2020  #noha2020 ******************************************************************  Nauha ~ Bazaar Aa Raha Hay Recited By ~ Shahid Hussain Baltistani Composed By ~ Munawar Ali Khan (Nomi)  Poet ~ Janab Mir Takallum Translations ~ Janab Syed Mohsin Rizvi (USA) Chorus Sangat ~ Munawar Ali Khan, Rajab Ali Khan, Amanat Ali Khan Aur Ghulam Abbas Khan Vocal Recorded by ~ Vicky - KSP Mixed/ Mastered by ~ Omer Qureshi - ODS Video & Editing By ~ Ali Arman Baltistani TNA Productions Production Team ~ Jafar Darvaish & Baqir Ali Baltistani Creative  ~ Baqir Ali Baltistani ☆ BAB ☆  ******************************************************************  ●●LYRICS ● ●  Haey Sajjad, Haey Haey Bazar Bimar Mar Na Jaye Bazar Arha Hay Ummat Hijaab May Hay Sydani Be Rida Hay Sajjad Kay Badan Ka Har Zakhm Ro Raha Hay Kofey Ki Shahzadi Kofey May Bey Rida Hay Sadaat E Fatima Per Kiya Wakt Agaya Hay Zahra Ki Betiyun Kay Chine Gaye Hain Parday Ab Chadron Kay Badlay Koi Kafan Urah Day Abid Janazey Ly Ker Bazar May Khara Hay Haathon May Sham Walay Pathar Liye Huey Hain Ek Jashn Ka Sama Hay Roshan Diye Huey Hain Dil Bhujtey Jaa Rhy Hain Yeh Shaam Ki Hawa Hay Bardasht Is Sitam Ko Koi Karega Kese Betey Kay Aagay Khaey Ek Baap Taziyane Baqir Ka Emtehan To Sajjad Say Bara Hay Jari Laho Hay Sir Say Kiya Wakt E Bekasi Hay Nezay Pey Sheh Kay Sir Ko Hasrat Say Dekhti Hay Zainab Ko Rastey May Pathrr Jahan Laga Hay Haey..! Maqtal May Tera Zarbey Shabbir Per Chali Hay Na Mehramo Ki Nazren Zainab Pey Parh Rahi Hay Charo Taraf Sat Khanjar Bibi Pey Chal Raha Hay Yeh Qafila Haram Ka Zindaan Tak Agaya Hay Suraj Yeh Badlon May Chup Chup Ky Pochta Hay Bey Jurm Qaidiyun Ko Saya Kaha  Mila Hay Shabbir Ki Sakina Bazar Say Hay Guzri Itney Lagey Hain Pather Pehlu Hua Hay Zakhmi  Pehchanna Hay Mushkil Wo Haal Hogaya Hay Haey Roye Hain Khoon Takallum 40 Saal Maula Saansey Bhi Chal Rahi Thi Lekin Nahi Thy Zinda Sajjad Ka To Maqtal Darbar Shaam Ka Hay