twitter-with-circle youtube-with-circle instagram-with-circle facebook-with-circle

Nohay 2021 | Farsh E Aza | Syed Shujaat Abbas Nohay 2021 | New Nohay 2021 / 1443 H

BISMILLAH...

Nohay 2021 | FARSH E AZA | Shahadat Imam Hussain (as) | Syed Shujaat Abbas New Nohay 2021 | Noha 2021 | Ashura Shahadat Maula Hussain (as) New Nohay 2021-1443

_______________

Video Info :-

Reciter | Syed Shujaat Abbas
Noha Title | FARSH E AZA
Poetry | Janab Nasir Hussain Saheb Bangalore 
Composition | Syed Shujaat Abbas
Chorus | Mesum Zaidi & Team
Audio | Lawa Studio ( Mesum Zaidi ) 
Video & Editing | Raza Tirmazi ( uk )
Video Status I Alamdar Zaidi Mumbai
Video Cretive | Mesum Zaidi Roorke
Cover Design | Minhaj Ahmed  (PK) 
Director | Safdar Ali Delhi

Islamic Date | Moharram 2021 / 1443 H 


=====================

● NOHA- L Y R I C S ● 

Roti hai jigar thaame jaha fatima Zehra (sa) wo farshe aza hai
shabbir (as) ke zakhmo ka hai marhum jaha milta wo farshe aza hai

 
tujhko me kafan de na saki aye mere bhayya kehti thi ye dukhiya
ghum me tere zainab (sa) ne jise roke bichaya wo farshe aza hai


jab koyi sunata hai sakina (sa)  ke masayib karte hoye girya
qatil pe sakina (sa) ke jo karta hai tabarra wo farshe aza hai


palko se bichate hai jise aake farishte rote hai ye kehker
nalain utare jaha aate hai aayimma (as) wo farshe aza hai


jab majlis e shabbir (as)  mai aate hai ayimma kehta hai ye khalik
hai arshe ula jis ki bulandi se bhi chota wo farshe aza hai


Zehra (sa) ne kabhi waqt na wo ghar pe guzara mujhko ye yaqeen hai
ashko ke liye waqt jaha unka hai guzra wo farshe aza hai

 
rota hai lahu ghaibat e kubra me jo maula aate hi wo pehle
matam ko shahede'n ke bapa jis pe karega wo farshe aza hai 


dawa hai mera kehta hai nasir se shuja-at ta umr hamesha
jis ne kabhi matam ki ibadat ko na roka wo farshe aza hai


N A S I R    H U S S A I N   S A H E B    B A N G A L O R E   I N D I A
___________________________