Haider Haider (as) Bol Malanga | Kazmi Brothers New Manqabat | Manqabat Mola Ali (as) 13 Rajab 2022
Description
New Manqabat Mola Ali 2022 | Ali ع ke Noor Ka | Mukhtar Hussain Fatehpuri | 13 Rajab Manqabat 2022 | Ya Ali | Ya Haider | Ya Ali Sher e Khuda | Ali Hai Bismillah - Ya Ali(a.s) Madad RAJAB MANQABAT 2022 - 1443 | NEW MANQABAT MOLA ALI (A.S) ----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Releasing Second New Manqabat From Album 2022 ★Ali (AS) ke Noor Ka Sadqa ★ 13 Rajab Manqabat 2022 ----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Video Details: Manqabat Title: ★Ali (AS) ke Noor Ka Sadqa ★ Recited By | Mukhtar Hussain Fatehpuri Poetry By | Janab Mir Takkallum Mir Directed & Video By | Zeeshan Syed Special Thanks | Syed Farhan Jafri Arrangements | Syed Ali Haider Jafri Creatives | MA Creatives Minhaj Ahmed Audio | ODS Karachi ● ● MANQABAT LYRICS ● ● Ali(as) ke noor ka sadqa dikhayi deta hai Khuda ke ghar mein ujala dikhayi deta hai Mizaj-e-Nehj-e-balagha hai ayaton jesa Kalam ye bhi khuda ka dikhayi deta hai Ali(as) imam-e-manasto manam ghulam e ali(as) Har ik nabi(as) yehi kehta dikhayi deta hai Kamal-e-qudrat-e-maabood hai mera abbas(as) Ali(as) ko bhi ye ali (as) sa dikhayi deta hai Mujhe zameen pe kuch bhi nazar nahi aataa Faqat Hussain (as) Ka Sajda dikhayi deta hai Najaf hai Mir Takkallum ka toor ayy moosa (as) Ussey yahin pe wo jalwa dikhayi deta hai
Comments
0