Manqabat Bibi Fatima Zahra 2024 | Ayatein | Mukhtar Hussain Fatehpuri | New Manqabat | Bibi Fatima س
Description
Bismillah - Ya Fatima Zehra (S.A) 1st Manqabat On the Arrival Of Bibi Fatima Zehra(S.A) | 20th Jamadi-Us-Sani 2024 Manqabat Bibi Fatima - Ayatein - Mukhtar Hussain Fatehpuri - New Manqabat 2024 - Bibi Fatima Zehra - Manqabat Bibi Fatima Zahra 2024 - Ayatein - Mukhtar Hussain Fatehpuri New Manqabat 2024 - 20 Jamadi ul Sani Manqabat 2024 - Bibi Fatima Zahra Manqabat 2024 - Bibi Fatima New Qasida 2024 - Wiladat Bibi Fatima Zahra (sa) Video Details: Manqabat Title: ★Ayatein★ Recited By | Mukhtar Hussain Fatehpuri Poetry By | Janab Hasnain Akbar Composition By | Janab Waheed ul Hasan Kamalvi Coordination | Syed Ali Haider Jafri Special Thanks | Izhar Hussain Fatehpuri Creatives | Minhaj Ahmed Audio | Lawa Studio Karachi Video | Focus Studio - Safdar Kaleem Chorus | Rizwan Mirza & Team ● ● MANQABAT LYRICS ● ● Raziya marziya maalka Syeda tahira fatima (sa) Syeda tahira fatima (sa) Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Uthtay hain jab rasool tou uthti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Rakhtay hain ikhtiyar ye zehra (sa) ke ladlay Gesun sawar dein tou sawarti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Wo aur ghar hain jin pe ke badal barastay hain Ye ghar ali (as) ka hai sou barasti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Fizza (sa) ye faiz e rizk e ali (as) O batool (sa) hai Teri zaban se ko nikalti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Thamay hue hain zainab (sa) O kulsoom (sa) maa ke hath Quran ke saharay pe chalti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Sehen e abu turab (as) hai binte rasool (saww) hain Naqsh e qadam jo bantay hain banti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Zehra (sa) ke ghar se loh pe hoti hain muntaqil Phir loh se zamee’n pe utarti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Wo teen roz rotiyan aur surah dehar ka Zehra (sa) tumharay rizk pe palti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Hum ayatein sunayein tou akbar jawab mein Tasbeeh e binte mustafa (sa) parhti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Tazeem fatima (sa) ki samhajti hain ayatein Raziya marziya maalka Syeda tahira fatima (sa) Syeda tahira fatima (sa) - Janab Hasnain Akbar - ---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Comments
0