Zainab Ka Marsiya | Syed Zain Ali Zaidi | Mola Ali Noha | 21 Ramzan Noha 2024
Bismillah Salam Ya Ali a.s Madad
Zainab Ka Marsiya | Syed Zain Ali Zaidi | Mola Ali Noha | 21 Ramzan Noha 2024 | Shahadat e Imam Ali Noha | New Noha | 2024
Reciters | Syed Zain Ali Zaidi
Lyrics | Syed Aimaad Naqvi
Composition | Naeem Zaidi
Marsiya | Own Rizvi
Audio Credits
Back Vocals | Hasnain Mehdi, Shahrukh Abbas, Rizwan Mirza & Khurram Sunny
Audio Engineer | Owais Qureshi, Hassan Qureshi
Mix / Master | Omer Qureshi (Ods)
Video Credits
Video By ZB Records
Director | Hussain Zaidi
Video Edit | ZB Records
Art Direction | Team Syed Zain Ali Zaidi
Production Team | Ali Mehdi, Naeem Abbas, Mesum Rizvi
Post | ZB Records
Shoot Management | Syed Abbas Haider Zaidi, Shoaib Zaidi
Team Syed Zain Ali Zaidi
Syed Abbas Haider Zaidi ,Ammar Yasir, Shoaib Zaidi, Hasnain Mehdi, Shahrukh Abbas, Rizwan Mirza, Syed Faizi, Jawaish Raza
Producer | Naeem Zaidi
Social Media Team | Ammar Yasir, Jawaish Raza
Graphics | Abbas Raza
Team ZB Records | Naeem Abbas, Kumail Rizvi, Ali Mehdi, Mesum Rizvi
#ZainabKaMarsiya #SyedZainAliZaidi #MolaAliNoha #21RamzanNoha #ImamAli #NewNoha
===============================================================================
Lyrics:
Uneeswi Ki Subho Hai Zainab Ka Marsiya
pardes mai batool ka ghar baar lut gaya
Sare yateem palne wala wo meharban
Us ke yateem ho gaye sab bete betiyan
Pardes mein hai kon yateemon ka aasra
Jo waqt-e-fajr jaanib-e-masjid Ali chale
Murghbiyaan thin dar pe hi gehra kiye hue
Lagta tha jaise kahti hon mat jao Murtaza
Ahle-e-aza Ali ki karimi to dekhiye
Qatil jo aaya sher-e-elahi ke samne
Bete se keh ke us ko bhi sharbat pillaya tha
Bait-e-Ali mein shor hai ah-o-fughan bhi hai
Larza zameen ko hai to surkh aasmaan bhi hai
Jibreel de rahe hain sada wa museebta
Masjid se ghar pe laye Ali ko jo sab pisar
Aur betion ne baap ko dekha lahu mein tar
Rahmat ka mah ranj-o-alam mein badal gaya
Zainab pukari kaise jeeongi mein ya Ali
Tum ko khabar hai baba ke maa bhi nahin mari
Mujhko dilasa dene yehaan kon aaye ga
Shabr ko Murtaza ne diya aakhri bayan
Mein ne Hasan yeh tere hawale kiya jahan
Wo mujhko lene aaye Nabi aur Sayyidah
Ahle-e-aza ke waastey gham yeh shadid hai
Zehra ka ghar ajad gaya nazdeek Eid hai
Zain o Aimaad matam-e-Haider karo bapa
===============================================================================
Comments
0