twitter-with-circle youtube-with-circle instagram-with-circle facebook-with-circle

21 Ramzan Noha 2020 - HASNAIN KE BABA PAR - Joan Rizvi 2020 - Shahadat Imam Ali Noha 2020

2,356 views May 12, 2020 07:20
Description
BISMILLAH... Nohay 2020 - 21 Ramzan Noha 2020 - Noha Shahadat Imam Ali 2020 - HASNAIN KE BABA PAR - Joan Rizvi New Noha 2020 - Ayam e Ali Noha 1441 - Mola Ali Shahadat Noha 2020 - Imam Ali - Mola Ali Ki Shahadat Video Details! Noha Khuwa - Joan Rizvi Noha Title - HASNAIN KE BABA PAR Poet - Zeeshan Abidi Composition - Ghulam Abbas Khan Monu Translation - Ali Abbas Chorus - Own Rizvi and Team Audio - ODS Karachi Video - The Focus Studio Edit - Sumair Rizvi Islamic Date | 21 Ramzan Shahadat Imam Ali (as) 2020/1441 ----------------------------------- On the Day of 21 Ramzan Martyrdom Of Imam Ali ibne Abi Talib (as) , Many condolences to Prophet Muhammad (saww) and Hasnain (as) and especially to Imam e Zamana (AJF). ● NOHA - L Y R I C S ● Hasnain A.S kay baba par kia waqt ye aya hai Jaari hai lahoo sar se hayee (x2) Tar khoon musalla hai Dekha he nahe sabir dunya ne Ali(A.s) jaisa  Phir isko rulata hai kyu zakhm ye zarbat ka  Kia yad me Haider a.s ki HAYE (x2) Pheloo e shikasta hai Thi samne zoja kay gardun me bandhi rassi  Ab samne beti kay zakhmi hai tera sar bhe Wo shehr e madina tha HAYE (x2)  Afsos ye koofa hai Tareekh ne ek ye bhe manzar hai ajab dekha Qatil ko bhe wo jisne rehne na dia pyasa  karbal me ussi ghar HAYE (x2) Sehroz ka pyasa hai Betoon say jo kheta tha tum sabr nahe khona wo baap jo kheta tha shabbir(A.s) nahe rona jab betiyaan aaen to HAYE (x2) Wo baap bhe roya hai Betoon ki tarf dekha or khene lage haider(A.s) Ye haal jo dekha to mar jaegi ro ro kar Zainab(S.a) ki nigahoon se HAYE (x2) Ye zakhm chupana hai Muljim kay pisar tune kaisa ye situm dhaya Tu kaisa musalmaa(n) hai itna bhe nahe socha Chera ye khuda ka hai HAYE (x2) Jo khoon me dooba hai  Kofaay k yatimoon ki karta tha kifalat jo  Ab chor kay jata hai khud apne he bacho ko Is baat ne zehra(S.a) ko (x2) Turbat mein rulaya hai  Moula(A.s) ki shahadat hum zeeshan manaengy Aey Joan zamane ko ye baat bataengy  jo farz humara tha HAYE (x2) Wo humne nibhaya hai - Z e e s h a n - A b i d i - __________________________